Ticker

6/recent/ticker-posts

Top 5 My Asus Apps for Mobile use Mobile App in 2021

Top 5 My Asus Apps ke use Android Mobile App


Aaj hum dekhe ge My Asus apps ayse Top 5 konse App hai jinhe aap apne asus phone me dekh sakte hai or uska  kya use hota hai or unke bare me kuch jan kari.


Vyse to hum jada tr asus ke phone ki quality bhut hi achi hoti hai jisse ki hum apne phone ya koi bhi aus ke device ko asani se uskrte hai, ager koi Asus app se aap apne asus ke phone ke kon se naam hai.



  1. My ASUS - Service Center
  2. ASUS Themes - Stylish Themes
  3. ASUS Gallery
  4. ASUS Data Transfer
  5. ASUS Splendid



  •  MyASUS - Service Center


MyASUS - Service Center


Ye aap aap ko apne phone se jude sabhi service ko kaise use krna hai, or isme kis trah ki service aap ko mil ti hai, or aap ke service ko krne ke liye company ke kuch manager or workers aap ke service ko krte hai.

Jinhe aap apne phone se jude ya ki or ASUS device se jude koi bhi service ka labh lane hetu unhe call krte hai to vo aap ko apne or se unke company ka app MyASUS  - Service Center yha aap ke device me phle se hi provice krte hai.


Aap ko is aap ke apne TV, Cooler ya lap top pe koi bhi problem aati hai to aap is aap se apne warranty ke code pe yaa direct service center me is aap se aap contact kr sakte hai jisse ki aap ko kafi labh hoinga or aap ko koi or mahinat bhi nahi krni pade gi.

Aap ko ager is app se or koi shoping ya store se vhi company ka koi or brand lena hai, to aap direct hi is aap ke store me jake apne liye same brand ka phone ya laptop ya atv bhi kharid sakte hai jise aap ko aane wale samye me ager aap ki company dur bhi hai to aap home delevery bhi kr sakte hai.

Ye online book krne ke liye bhi use kiya jata hai, aap ko ager aap ke phone koi technical problem or koi any hardware problem aati hai to aap ko apne phone me is aap ko khol ke servie me jaake dekh sakte hai ki aap ka repair status kya hai or phone me kya problem aarhi hai.


yeah aap aap ke liye bhut hi aasani se aap ko bata dega ki koi technical issu hai ya koi or hardware problem hai.

Or to or yahi aap aap ke phone ka temperature or  live phone runing status bhi bata ta hai.

Aap ager apne liye asus ka koi brand lena chahte hai to aap My Asus apps Store se le sakte hai. 

Asus app Install - Download & Install


  • ASUS Themes - Stylish Themes
ASUS Themes - Stylish Themes

ASUS Theme - Stylish Theme yeah ek phone bild theme hai jada tr yeah theme company ke hi brand phone me hoti hai pr ab tk ki yeah aai gai bhut hi achi them hai jisse ki aap ko apne phone me ache aap kis bhi trah se customize kr sakte hai.

Aap ko jai hr phone me them ke liye kisi app se aap ko theme milte hai jise ki aap apne phone me install krte hai mager unhe apne phone ke anusar customize nhi kr sakte isi kaaram vh jada phone me usi phone ke hi trah se apne aap hi set ho jate hai.

Hum ko  ager chahe to is aus app theme ki madat se apne them ko apne hatho se custmize kr sakte hai, or apne phone ko bhut atractive bana sakte hai, jaise naki bade phono me hota hai usi trah.

Aap ko uske liye ager aap ke pass company ka phone hai to achi baat hai ager aap ke pass nhi hai to aap is theme app ko download kr ke apne phone me color lighting badalna yaa apne phone ki back 3d Wallpaper ya HD wallpaper me badlna live wallpaper jaise bhut hi ache futures hai.

Aap ko ager apne phone me ager kuch them me extrafuction or short cut bhi laa sakte hai, jaise ki shortcut call pic up or kisi bhi trah kaa tool hum usme insert kr sakte hai jisse ki aap ko apne kaam krne me aasani ho sake. 

isi trah hum aap ko is aap se apne phone me use kr sakte hai or apne phone ko ek cool phone ki trah bana sakte hai.

ASUS Theme - Stylish Theme - Download & Install


  • ASUS Gallery

Asus Gallery yeah app aap koapne phone ke liye storege provide krta hai jisse ki aap ke phone me aap apne Media accesse kr skte hai, or aap chahte hai ki unhe use kre khi to aap is asus gallery apk ka use krte hai jisse ki aap kobhut hi acha storage milta hai.

Aap ko pata hai jaise ki aap ko google photo jaise internal storage deta hai vyse hi aap ko yeah aap aap ko aapke phone me My Asus Apps id banani hoti hai or aap ko usi phone me online 16GB tk ka storage milta hai or aap ko phone ka internal storage alag hi hota  hai.

Baaki phone me aap jb apne phone ka storage full ho jata hai to aap us phone me or data store nhi kr pate jisse ki aap ko apne media me se kuch storage clear karna pdta hai jiss ki aap ki ager koi important file rhti hai to bhi aap ko storage ki vha jhan se deleat krna pdta hai.

Pr Asus phone me aap ko jis trah aap ke phome storage milta hai vyse hi aap ko asus phone me same storage mil ta hai, pr jb aap ke Latest Cell me storage full ho jata hai, or aap apne phone me kuch or file important download krte hai to aap ko yah phone me aap ko apne phone me storage  ke liye option deta hai.

Option me aap ko apne asus id me ek 16GB ka storage milta hai jise aap emergency me use krte hai, or aap ke phone ke storage me se koi file bhi deleat nhi krni pdti hai, aap ke phone ka storage same hi rhta hai.

Or jo aap ne apne phone me storage create kiya hai, vo aap ki asus id me me media me store ho jata hai.

Aap ko is app ko use krne ke liye Download kr sakte hai.

ASUS Gallery - Download & Install


  • ASUS Data Transfer
ASUS Data Transfer

ASUS Data Transfer app aap ko apne phone ke liye ek bhut hi badiya data transferring app deta hai, jo ki app ke Bluetooth se bhu bhut badiya hai jaise ki aap apne data ko share krte hai vyse hi same use kr te aap iska use kr sakte hai.

Jyse aap ko pata hoinga ki aap ko apne app ko ya apne kisi bhi file ko use krne ke liye aap Bluetooth ka use krte hai, pr uski data transfer ki speed bhut slow hoti hai jisse ki aap ko data transfer krne me problem aati hai or aap pareshan ho jate hai.

Aager aap ka data tranfer hote hote ager bich me hi koi error ya file ko send hone se ruk jata hai to aap ko fir se apne data to tranfer krne ke liye starting se send krna pdta hai jisse ki aap ka smye or bhi khrab hota hai.

Isliye liye phone me aap ko data transfer krne ke liye ye bhut hi badiya aap hai jiska naam Asus Data Transfer app hai jo ki aap ke asus ke phone me phle se hi build hota hai, aap ko data transfer krne ke liye koi bhi threrd party application ki use krne ki jarurat nhi hai.

Aap apne ek asus se dusre asus phone me ya asus zenfone gallery me aap apne data tranfer kr sakte hai vo bhi badi aasani se buss aap ko apne phone me setting me ja na hai fir system me jake ke vha aap ko ASUS Data Transfer milta hai vha aap ko apne duste asus ka bar code scan krna pdta hai jisse ki aap ka data share hota hai.

App ko kisi bhi trah ka data transfer krna hai to is aap ko jarur try kare.

ASUS Data Transfer - Download & Install

  • ASUS Splendid
ASUS Spelendid

ASUS Splendid yeah ek bhut hi bahtrain app hai jise ki hum apne screen me me darknes or apne full phone ko customized kr sakte sakte hai, jaise ki baki phone me hume koi them ya app builder ka use krna pdta hai.

Hum ko usi trah hi humare ASUS phone me phle me hi phle se yeh app milta hai, taki hum koi pareshani ke ye funtion ko use kr sake jisse aap ko apne Mobile me bhut hi ache ache tone or builder milte hai.

aap apne phone me Color temperature ko control kr sakte hai, jaise ager aap ko apne phone ka contrast badana hai to aap use balance me jakr contrast ko bada sakte hai.

ager aap ke phone me bhut hi pic colorness hona ya aap ke phone me toness kuch thik hai to use shine ya dark krna hai to color balance kr ke kr sakte hai jaise due, Saturation, Contras etc.

aap ke phone me ager koi kid bachha use kr rha hai ja koi senior aap ke grand father use krna chahte hai jinhe ke ankhe kum jor hai or unhe bhut phone ke bare me nhi pata hai ki use kaise use krte hai to aap ASUS Splendid ke madat se bhut hi easy or simple bana sakte hai.

Aap ko apne phone me jake splendid me jakr apne phone user me custmize krna hai or use easy user krna hai jisse ki aap ke icon or baki sbhi chije bhut hi easy ho jaingi or aap ko samzh ne me bhut hi aasani ho jaingi.

Ager aap ko apne bhi phone ko customize krna hai ya koi wide ko change krna hai to ise jarur use krke dekhe

ASUS Splendid - Download & Install

Post a Comment

0 Comments