Ticker

6/recent/ticker-posts

HOW TO DO CINEMATIC COLOR CORRECTION IN ANDROID

Cinematic Color Correction


color correction



color correction  Aaj ke post me aaj hum sikhe ge ki Cinematic video creation text animation kaise banate hai. aap ye animation apne video me dalsakte hai or aap apne color ko video white balance jayse kafi futures use kr sakte hai or apne video ko profassional look de sakte hai.


Jisse aap ko apne video me bhut hi achi effect milega or aap apne video ko bhut hi ache se present kar paoinge.

                                Aap ko apne video me color grading kaise karna hai aap ko ye bhi is post me bataya gya hai. Aap ko  Video editing ka link humne niche post me diya gya hai. Aap apne photos and videos ko kai se bana hai. Jisse aap us video ko dekh ke apna video bana sakte hai.

                            Or Apne video ko  profassinal video editors ki trah video editior bn sakte hai. Aap ko vide bana sikh sakte hai. ager aap ko video banna ne me koi dikkat aati hai to aap hum se contact kr sakte hoo jise hum aap ki video bannane me madat kr sakte hai or apne video me hum aap ko baki ke material bhi deinge jo humne video banane me lagaa hai.


                                   Aap chinta naa kare Aap ko video editing ke liye adobe premiere bhi avalable ho jayega jisse aap ko video banane me aasani hoo.  aap ko koi bhi mush kill ho ya aap ko koi dikkat ho to contact kare or apna naam discription me mention kare or ye post ko apne dosto me forwar kare taki aap ki dost bhi apne video me intro banana sikh sakte.


HOW TO MAKE TEXT INTRO - Video SEE.



                                   Aap ko video bannae me app or koi bhi choj ki jarururat hoingi aap ko vo bhi material lagegaa aap ko niche material section me dwnload link diya hai vhaa se aap dwnload kr sakte hoo buss dwnload pe click kare aap ka material dwnload ho jayegaa.

                                    Aap video see me video dekh ke apne video ko kaise banana hai vyse aap sikh
sakte hai jaise aap apne vidoe ko or bhi achi rha se sikh paoinge jaise ki apne video me contrast kaise
add karna kine percentage add karna hai or saturation temp jaise dona contrast saturation sub add kr
sakte hoo jise apke video me kull sa look milega.

How to make intro steps -

  • Phale aap apne video ke liye ek acha sa background select kr le media me jaye or backgound select kar le.
  • Phir us me text dale apne naam ya jo aap ka title hai use color kare or us video ko export kr de vooh aap ke phla video bn jayega jisse aap ko agli video me add karna hai use video banane me maddat hoingi
  • Phir ek New window me phir se ek 16.9 ka Frame le.
  • Phir apne image ko select kare Media me jaye or Image select kare jisme aap apna intro backgound ba na chahte ho.
  • Phir Lyer me jaake apne phle wale video ko add kare jisko aapne export kiya thaa.
  • Phir aap ke expost wale video ko Chroma key enable kr de or adjuest kar le jisse text ke under aap ko image dhe Aaap ko video me jaisa dikhaya gya hai usi trah aap ko apna chroma key to zoom krna hai.
  • Phir apne export wale video ko Animation me zoom kr le or option pe click kare or image ko click kr ke select kr le usse aap ka image me chroma key add ho jayegi. 
  • Apne hatho se zoom kare jisse image zoom animation me aajayega.
  • Phir aap background image me apna logo lagade or use  text animation ke bich me adjust kar le.
  • Phir aap apna Music add kar le.
  • Phir apne video ko aap export kr le aap ka video tyaar hoo jayegaa.


Material in or Component Parts :-


Background Image : Download
Aap ko ager ye post acha laga hai to Apne dost ko ye post
forward kare or apne video me best setting add kare aap  ko ye intro acha laga to apne intro
bana ke bailbharti ko tag jarur kare or tag me hamara Name add karo or mention kare. Video
banane me koi dikkat aaye to hume contact jarur kare aap ki help ke liye 24*7 not easy but
we are trying best.

About Creators & Supporting Team


Video Creator - Kunal Gour
>> Follow On Social Media <<

Instagram :- @mr_.kunal__04b
Facebook :- mrkunalgour

Photography Editor - Aniket baisware
>> Follow On Social Media <<

Instagram :- @royal_aniket__04b


Composer - Gulshan Nandeshwar
>> Follow On Social Media <<

Instagram :- @ak_gulshan_04b


Thanks for Reading This Post 

Post a Comment

0 Comments